Home
»
Dard hua to dil se awaz aye maa
»
sad
»
sad poetry
»
sad poetry pics
» Dard hua to dil se awaz aye maa Sad Poetry
Dard hua to dil se awaz aye maa
Takleef hue to yaad teri aye maa
Jab Sab na chor deya Mutlabi bewafa kah ke
Phir majhey tere achal ki yaad aye maa
Main kitna badnaseeb hoon
Logo se piyaar maanga maine Mile majhey Tanhai
Tuney Bin maanga Kitna piyaar deya
Aur main teri hi kadar na kar saka maa
BadGumani mein har ek ko maine Seena se lagaya
Bus Badnaseebi to dheko bus tujhey hi apne galey se na laagaya maa
Duniya ki ranginyon mein kohya raha
bus ek tujh hi ko bhool ka sab ke pecha bhagta raha
Teri Tanhaiyon mein ek pal bhi tere saath na raha
Main badnaseeb teri maafi ka kabil bhi na raha
Jab Hosh mein aya To maloom hua ke
kio apna nehi bus tere siwa maa
Teri goad main sar rakh ke ro ro ke mout-e-faryad ki dua ki
Maa na rote rote apni zindagi apni khushiya bhi mere naam ki
Main Kitna beaqal kamzarf hoon
Tera khwab bhi pura na kar saka main tere leya kuch bhi na kar
saka maa
Maine kitne dhuk deya
Aur tuney uff tak na ki maa
tuney kabhi na saath chora
Na kabhi kuch kaha majhey tuney maa
bus ek khwab hai zindagi ka
beshak kuch mile na mile
main kuch bano ya na bano
bus ek arman hai zindagi ka
Main ek dafa teri goad main sar rakh so sako maa
woh sakoon-e-neend pana chahta hoon maa
Bohat dard ho raha hai maa
apne hathon se mere zakham-e-dard ko mita do maa
Related Posts
- Ik Hijr-e-Musalsal Hai,11 Jan 20160
Ik Hijr-e-Musalsal Hai, Aansu Hen Mery Sathi, Kuch Khuwab Puranay Hen, Kuch Paas Nahi Baaqi, T...Read more »
- MUJHE TUM SE BATIEN KRNI HAI07 Jul 20150
Kabhi aajao tum pal bhar ko, Mujhe tum se batien krni hain, Kuch ghum k geet sunanay hain, ...Read more »
- Tum aao to hum bhi Eid karen07 Jul 20150
Tum aao to hum bhi EID karen Hasrat hai tumhari deed karen Kuch der to dil ko chain mily K...Read more »
- Kya pyar main yeah sab chalta hy19 Jun 20150
Pyar mar dalta hy pyar mar dalta hy kya yahi muhabat hy kya yeah hi muhabat hy Read more »
- Abhi to raat baaqi hai01 Jun 20150
Abhi to raat baaqi hai Abhi to raat baaqi hai Abhi to raat baaqi hai.. Yeh dhal jaye to so ja...Read more »
- Apne Ehsas Se Mujhe Sandal Kar Do Romanatice Poetry04 Nov 20150
“Apne ehsas se mujhe sandal kar do” main sadiyon se adura hoon mukamal kar do na tumhain...Read more »
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Post a Comment
Click to see the code!
To insert emoticon you must added at least one space before the code.